Total views: 3 times this week / Rating: 7.40/10 [25 votes]Album: Pakeeza / Original Release Date: 2013-04-15Genre: Indian PopSong Duration: 5 min 15 sec
Hua tera dil kafur jaise
Hua mera dil kafur re
Kafur kafur dil
Hua tera dil kafur jaise
Hua mera dil kafur re
Kafur kafur dil
Na yeh hath aaye
Na yeh baaz aaye
Jaise khusboo koi
Na yeh keh paaye
Na ye reh paaye
Hai ghufatgu koi
Hua tera dil kafur jaise
Hua mera dil kafur re
Kafur kafur dil
Dekhu main jaha bhi
Waha tera aalam re
Jaau mein jaha bhi
Le tu mujhe thaam re
O lage tu jaise jaade ki
Bahe dhoop re
Jache tu bina jatan mujhe khub re
Dil yehi chaahe
Dil yehi maange
Tere sahare.din hum ghuzare
Ki tu paas aaye
Mujh mein samaye
Aisi aarzoo meri
Na main puri hoon
Na adhuri hoon
Main hoon woh khuzeri
Hua tera dil kafur jaise
Hua mera dil kafur re
Kafur kafur dil
Khili hai baaghon mein
Jaisi koi phook re
Mili hai mujhe tu
Kabhi hona chuk re
O kahun main jo
Woh bhi bhaaf le
Sochu mein jo bhi
Use tu jaach le
Dil yahi chaahe
Dil yahi maange
Tere sahare.din hum ghuzare
Ki tu paas aaye
Mujh mein samaye
Aisi aarzoo meri
Na main puri hoon
Na adhuri hoon
Main hoon woh khuzeri
Hua tera dil kafur jaise
Hua mera dil kafur re
Kafur kafur dil
It is first released on April 15, 2013 as part of Zubeen Garg's album "Pakeeza" which includes 8 tracks in total. This song is the 3rd track on this album. ✔️
Which genre is Kafur?
Kafur falls under the genre Indian Pop. ✔️
How long is the song Kafur?
Kafur song length is 5 minutes and 15 seconds.
Hottest Lyrics with Videos
e1633d97c6bfa07e1532c537322e179f
check amazon for Kafur mp3 download Songwriter(s): ZUBEEN GARG, RITU Record Label(s): 2013 Times Music Official lyrics by