RAFI


Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya Lyrics

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
To ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
Phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
Jaha hogi antpan mobabbat bhi hogi
Jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
Kahi kuch kami si magar rah gayi hai
Meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Hottest Lyrics with Videos
f2634144dc3b37c17f70f85d48c09223

check amazon for Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya mp3 download
these lyrics are submitted by BURKUL4

Official lyrics by

Rate Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya by Rafi (current rating: N/A)
12345678910
Meaning to "Aye Jaan-e-wafa Aaisa Bhi Kya" song lyrics
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts