PRASOON JOSHI

- Chand Sifarish Lyrics

buy airpods
Ubhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah... (2)

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata
Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata

Teri Adaa Bhi Hain Jhonke Wali Chhu Ke Gujar Jaane De
Teri Lachak Hain Ke Jaise Daali Dil Mein Utar Jaane De
Aaja Baahon Mein Karke Bahana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata

Subhaan Allaah Subhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah... (2)
Hain Jo Iraaden Bata Doon Tumko Sharma Hi Jaaogi Tum
Dhadakanen Jo Suna Doon Tumko Ghabraa Hi Jaaogi Tum
Hamko Aata Nahi Hain Chhupana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata
Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa

buy airpods
Watch Prasoon Joshi Chand Sifarish video
Hottest Lyrics with Videos
8984a8e62ecef47c64cfd88ab17762f5

check amazon for Chand Sifarish mp3 download
these lyrics are submitted by BURKUL6

Official lyrics by

Rate Chand Sifarish by Prasoon Joshi (current rating: 7.25)
12345678910

Meaning to "Chand Sifarish" song lyrics

captcha
Characters count : / 50
play youtube video
Chand Sifarish
Prasoon Joshi
Chand Sifarish video
Latest Posts