LATA MANGESHKAR


Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar Lyrics

(aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar)-2
raah takate thak gayaa hai intazaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

is qadar bechain hai duniya meri
dil ki har dhadkan mein hai aahai teri
aarazuein ho rahi hain beqaraar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

(dil sadaayein de raha hai tu kahaan)-2
muntazir hain chaand taare aasamaan
ye havaaein ye fizaayein ye bahaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

aas tere vo hasin raatein gayi
pyar ki rangin mulaaqaatein gayi
rah gaya hai dard dil ki yaadgaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

Watch Lata Mangeshkar Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar video
Hottest Lyrics with Videos
29b42fde60cb8dcfd893a4a10e598cf7

check amazon for Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar mp3 download
these lyrics are submitted by BURKUL4

Official lyrics by

Rate Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar by Lata Mangeshkar (current rating: 7)
12345678910
Meaning to "Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar" song lyrics
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts