ANUPAM AMOD

- Sauda Hai Dil Ka Ye Lyrics / with translations

Sauda Hai Dil Ka Ye lyrics English translation
Letra de Sauda Hai Dil Ka Ye en traducción al Español
Paroles de Sauda Hai Dil Ka Ye traduction Française
Letra de Sauda Hai Dil Ka Ye tradução Portuguesa
Sauda Hai Dil Ka Ye songtexte Deutsche Übersetzung
Testo di Sauda Hai Dil Ka Ye tradotto in Italiano
Sauda Hai Dil Ka Yeの歌詞 日本語訳
Sauda Hai Dil Ka Ye şarkı sözleri Türkçe çeviri
Текст песни Sauda Hai Dil Ka Ye на русском языке.
Tekst piosenki Sauda Hai Dil Ka Ye po polsku
Sauda Hai Dil Ka Ye 가사 한국어 번역
Sauda Hai Dil Ka Ye-tekst Norsk oversettelse
Lirik Sauda Hai Dil Ka Ye terjemahan bahasa Indonesia
Sauda Hai Dil Ka Ye गाने के बोल का हिंदी अनुवाद
Sauda Hai Dil Ka Ye songtekst Nederlandse vertaling
Στίχοι Sauda Hai Dil Ka Ye Ελληνική μετάφραση
Sauda Hai Dil Ka Ye-texten till Svensk översättning
เนื้อเพลง Sauda Hai Dil Ka Ye คำแปลภาษาไทย
كلمات أغنية Sauda Hai Dil Ka Ye مترجمة إلى اللغة العربية
Sauda Hai Dil Ka Ye歌詞中文翻譯
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar

sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
mera jahaan baaho me tu bhar bhi le
saude me de kasam, kasam bhi le
aake tu nigaaho me sanwar bhi le
sauda udaano ka hai ya aasmaano ka hai
le le udaane meri, le mere par bhi le
sauda umido ka hai, khwaabo ka nindo ka hai
le le tu ninde meri, naino me ghar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar

dil kahe tere main hontho se, baato ko chupke se lu utha
uss jagah dhire se, haule se, gito ko apne main du bitha
ho dil kahe tere main honto se, baato ko chupke se lu utha
uss jagah dhire se, haule se, gito ko apne main du bitha
sauda taraano ka hai, dil ke fasaano ka hai
le le taraane mere, honto pe dhar bhi le
sauda ujaalo ka hai, roshan khayalo ka hai
le le ujaale mere, aaja nazar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi,
kya naraazi arrey aare aare yaar

sidhe saada, sidha sidha
maine tum ko, tune main ko

main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
oo main kabhi bhulunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
aadate jaisi hai tu meri, aadate kaise bhoolu bhala
sauda yeh vaado ka hai, yaado iraado ka hai
le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le
sauda ishaaro ka hai, chaahat ke maaro ka hai
le le ishaare mere, inn ka asar bhi le
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar
sidhe saade saara saula sidha sidha hona ji
maine tum ko paana hai ya tune main ko khona ji
aaja dil ki kare saude baazi
kya naraazi arrey aare aare yaar

Watch Anupam Amod Sauda Hai Dil Ka Ye video
Hottest Lyrics with Videos
fed9910431f895b16fe5015ae7495d00
these lyrics are submitted by musixm

Official lyrics by
Rate Sauda Hai Dil Ka Ye by Anupam Amod (current rating: 7.59)
12345678910

Meaning to "Sauda Hai Dil Ka Ye" song lyrics

captcha
Characters count : / 50
play youtube video
Sauda Hai Dil Ka Ye
Anupam Amod
Bismillah
Sauda Hai Dil Ka Ye video
Latest Posts