AGAM KUMAR NIGAM

- Kab Tak Yaad Karoon Main Lyrics / with translations

Kab Tak Yaad Karoon Main lyrics English translation
Letra de Kab Tak Yaad Karoon Main en traducción al Español
Paroles de Kab Tak Yaad Karoon Main traduction Française
Letra de Kab Tak Yaad Karoon Main tradução Portuguesa
Kab Tak Yaad Karoon Main songtexte Deutsche Übersetzung
Testo di Kab Tak Yaad Karoon Main tradotto in Italiano
Kab Tak Yaad Karoon Mainの歌詞 日本語訳
Kab Tak Yaad Karoon Main şarkı sözleri Türkçe çeviri
Текст песни Kab Tak Yaad Karoon Main на русском языке.
Tekst piosenki Kab Tak Yaad Karoon Main po polsku
Kab Tak Yaad Karoon Main 가사 한국어 번역
Kab Tak Yaad Karoon Main-tekst Norsk oversettelse
Lirik Kab Tak Yaad Karoon Main terjemahan bahasa Indonesia
Kab Tak Yaad Karoon Main गाने के बोल का हिंदी अनुवाद
Kab Tak Yaad Karoon Main songtekst Nederlandse vertaling
Στίχοι Kab Tak Yaad Karoon Main Ελληνική μετάφραση
Kab Tak Yaad Karoon Main-texten till Svensk översättning
เนื้อเพลง Kab Tak Yaad Karoon Main คำแปลภาษาไทย
كلمات أغنية Kab Tak Yaad Karoon Main مترجمة إلى اللغة العربية
Kab Tak Yaad Karoon Main歌詞中文翻譯
Kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun

aaj Bhi Uska Chehra Meri Aankhon Mein Rehta Hai
uski Chahat Ka Ek Dariyaan Iss Dil Mein Behta Hai
qatra Qatra Khoon Badan Ka Uski Yaad Nichode
saari Duniya Choote Uski Yaad Na Pichha Chhode
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun

maine Ishq Kiya Tha Uski Sazaa Bhi Maine Paayi
uth Naa Paaunga Jeevan Bhar Aaisi Thokar Khaayi
sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Dil Na Yaar Lagana
mere Jaisa Ishq Bhi Tumko Kar Dega Deewana
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun

Watch Agam Kumar Nigam Kab Tak Yaad Karoon Main video
Hottest Lyrics with Videos
89e6900ceaf5482b677fca61a4c38fa1
these lyrics are submitted by musixm

Official lyrics by
Rate Kab Tak Yaad Karoon Main by Agam Kumar Nigam (current rating: 7.36)
12345678910

Meaning to "Kab Tak Yaad Karoon Main" song lyrics

captcha
Characters count : / 50
play youtube video
Kab Tak Yaad Karoon Main
Agam Kumar Nigam
Aye Dil Aye Dil
Kab Tak Yaad Karoon Main video
Latest Posts