Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek dusre ke humsafar
Main aur meri awargi
Na aas na har rehgujar
Na meharba sabki najar
Jaye to ab jaye kidhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek din mili ek mahjabi
Tan bhi hasi jaan bhi hasi
Dil ne kaha hamse wahi
Khwabo ki hai manjil yahin
Khwabo ki hai manjil yahin
Phir yun hawa wo kho gayi
Phir mujhko jidd si ho gayi
Layenge usko dhund kar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ye dil hi tha jo sah gaya
Jo baat aisi kah gaya
Kahne ko fir kya rah gaya
Ashko ka dariya bah gaya
Ashko ka dariya bah gaya
Jab kah ke wo dilbar gaya
Tere liye mai mar gaya
Rote hai usko rat bhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Hum bhi kabhi abad the
Aise kaha barbad the
Befikar the azad the
Mashur the dilsad the
Mashur the dilsad the
Wo chal aisi chal gaya
Hum bujh gaye dil jal gaya
Nikle jalake apna ghar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar
Ek dusre ke humsafar
Main aur meri awargi
Na aas na har rehgujar
Na meharba sabki najar
Jaye to ab jaye kidhar
Main aur meri awargi
Phirte hai kab se darbadar
Ab is nagar ab us nagar.
Main Aur Meri Awargi is written by Nusrat Fateh Ali Khan, Javed Akhtar. ✔️
When was Main Aur Meri Awargi released?
It is first released on November 01, 2013 as part of Nusrat Fateh Ali Khan's album "Legend" which includes 10 tracks in total. This song is the 4th track on this album. ✔️
Which genre is Main Aur Meri Awargi?
Main Aur Meri Awargi falls under the genre Sufi.
Hottest Lyrics with Videos
ce3f85fcfd5d234754d77d0702143243
check amazon for Main Aur Meri Awargi mp3 download these lyrics are submitted by mxm4 Songwriter(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Javed Akhtar Record Label(s): 2013 Saregama Official lyrics by
Rate Main Aur Meri Awargi by Nusrat Fateh Ali Khan(current rating: 10)