LUCKY ALI


Teri Yaad Jab Aati Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai Lyrics

Lucky Ali - Kabhi aisa lagta hai - Teri Yaad Jab Aati
hai

teri yaad jab aati hai,
meri aaakh bhar jati hai,
hum to bhichade yui mil mil ke,
khawb tute hai is dil key...
yehi gham muje sataye gaaaa
phir tu laut ke na aey ga
phir bhi teri aane ka intezar karta huuu..
pyaar sirf tum se, pyaar sirf tum se pyaar karta hu..

maine vaada to nibhaya tha,
socha kabhi na sataya tha,
phir bhi jane anjane me kahi
tera dil to na dukaya tha
kaisa dastur hai jana
sab kuch jaan ke hai sab sehna
pyaar tuje pe mein ye jaan nisar karta hu
pyaar sirf tum se, pyaar sirf tum se pyaar karta hu.

sun le sadha

teri sehmi sehmi baaton mein
khoya chand mulakato mein
aaey nazar woh sare makam
tera pata yaad hai na naaam
yeh dil tujhe na bhulaega
kya tu phir se laut aeey ga
main to kudh ko bekarar bar bar karta hu
pyaar sirf tumse, pyaar sirf tumse,
pyaar karta huuu, pyaar sirf tumse
pyaar sirf tumse....

Watch Lucky Ali Teri Yaad Jab Aati Hai  Kabhi Aisa Lagta Hai video
Hottest Lyrics with Videos
82228c72d0186b3dcd927e7f740a1520

check amazon for Teri Yaad Jab Aati Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai mp3 download
these lyrics are submitted by Rohit Bhatia
these lyrics are last corrected by bishal karanjit
Songwriter(s): lucky ali, asif ali

Official lyrics by

Rate Teri Yaad Jab Aati Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai by Lucky Ali (current rating: 7.88)
12345678910
Meaning to "Teri Yaad Jab Aati Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai" song lyrics (1 meaning)
manoj patel November 9, 2012-9:23
0

For LOVERS
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts