Kabhi Aisa Lagta Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai lyrics
Lucky Ali - Kabhi aisa lagta hai
Kabhi aisa lagta hai, Dil mein ek raaz hai Jise Kehna Chahoon par main keh paaoon na aakhon hee aakhon mein keh jaati hai jo yeh Khamoshiyon ki yeh kaisi zubaan
Maine suna jo na usne kaha kya aisa hee hota hai pyar Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar
na na na na na ....... na na na na na .......
Aisa lagta hai anjani pyas hai par simti hoton mein woh reh paye na kaisa ehsaas hai koi to paas hai Yeh dooriyan hai phir kaisi yahan
Mehaki lagey mujhe sari fiza kya aisa hee hota hai pyar Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar
Yeh sach hai chahat pey kabhi kisi ka bhi zor nahi Dilbar ki yadon ko bandhey aisi koi dor nahi [ From: http://www.elyrics.net/read/l/lucky-ali-lyrics/kabhi-aisa-lagta-hai-,,-kabhi-aisa-lagta-hai-lyrics.html ]
Sab kuch wahi, par lagta nahi kya aisa hee hota hai pyar Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar
Kabhi aisa lagta hai, Dil mein ek raaz hai Jise Kehna Chahoon par main keh paaoon na aakhon hee aakhon mein keh jaati hai jo yeh Khamoshiyon ki yeh kaisi zubaan
Maine suna jo na usne kaha kya aisa hee hota hai pyar Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar
Ek pal jo mil jaye dil ko chala jaye duur kahin Duniya mein is Dil ke jaisa koi majboor nahin
Maine suna pyar karta jahan pyar aisa hi hota hai pyar Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar
na na na na na na na ........ hhhmmmm hhhmmm hhhhmmmm hhhhhhmmmmm .............
these lyrics are submitted by Rohit Bhatia
Watch Kabhi Aisa Lagta Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai video Browse Other Lucky Ali Lyrics SONG MEANINGS (2 total entries)
|
| The Kabhi Aisa Lagta Hai - Kabhi Aisa Lagta Hai lyrics by Lucky Ali is copyrighted and eLyrics.net is featuring all lucky ali songs for non-commercial use only. |
|