Ajaani Raahon Mein - Meri Jaan Hindustaan lyrics
Lucky Ali - Meri Jaan Hindustaan -- Anjani Raahon Mein
Anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire Door jisko samjha woh to paas hai tere Saans mein hawaa, jaan mein zameen Dil mein khula aasmaan Pyaar hai khuda, pyaar hai khushi Pyaar se hai dono jahaan Tera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana To anjaani raahon mein phir kya dhoondta phire Door jisko samjha woh to paas hai tere Ghoomta raha door tu kahin, udte baadalon ki tarah Kahin se tujhe aayi hai sadaa, laut ke aa ab zara Tera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana [- From: http://www.elyrics.net/read/l/lucky-ali-lyrics/ajaani-raahon-mein-,,-meri-jaan-hindustaan-lyrics.html -]
Woh jhilmilati aankhen, bholi si adaa Woh dheere dheere chalke lahrati hawaaein Hum ko le jaaye wahan Jahan ho ghar apna Meri yaadon mein paaya hai Aaj to milne ka din hai aaya, aaya
Saans mein hawaa, jaan mein zameen Dil mein khula aasmaan Pyaar hai khuda, pyaar hai khushi Pyaar se hai dono jahaan Tera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana
To anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire Door jisko samjha woh to paas hai tere.
these lyrics are submitted by Rohit Bhatia
Watch Ajaani Raahon Mein - Meri Jaan Hindustaan video Browse Other Lucky Ali Lyrics SONG MEANINGS no entries yet |
| The Ajaani Raahon Mein - Meri Jaan Hindustaan lyrics by Lucky Ali is copyrighted and eLyrics.net is featuring all lucky ali songs for non-commercial use only. |
|