Saiyyan lyrics
Heerey Moti mai na chahoon Main toh chahoon sangam tera Mai toh teri Sayyaaaaan Tu hai mera... Sayyaaaaaaann Sayyaaaaaann
Tu Jo Chooley pyar se Aaraam se mar jaaon Aajaa chanda Baanhon mai tujh mai hi gum ho jaaon mai Tere naam mai kho jaaon.. Sayyaaaaann Sayyaaaaan
Mere din khushi se jhoomey gayen raatein Pal pal mujhe dubaayen jaatey jaatey Tujhe jeet jeet haaru, Ye praan praan waaru, Haye aise mai nihaaru, Teri aarti utaaru, tere naam se judey hain saarey naatey Sayyaaaaan Sayyaaaan
[- From :http://www.elyrics.net/read/k/kailash-kher-lyrics/saiyyan-lyrics.html -] Bn k maala prem ki tere tan pe jhar jhar jaaon Bethu nayyan preet ki sansaar se tar jaaon mai Tere pyar se tar jaaon Sayyaaaaan Sayyaaaaaan
Ye naram naram nasha hai badhta jaaye Koi pyar se ghoonghtya deta uthaye Ab baanwra hua mann, Jag ho gya hai roshan, Ye nayi nayi suhagan, Ho gyi hai teri jogan, Koi prem ki pujaran mandir sajaye Sayyaaaaan Sayyaaaaaan Sayyaaaaan Sayyaaaaaan
Heerey moti mai na chahoon Mai tou chahoon sangam tera Mai na janu tu hi jaane Mai toh teri tu hai mera
these lyrics are submitted by Ayesha Noor
Watch Saiyyan video Browse Other Kailash Kher Lyrics SONG MEANINGS (1 comment)
|
| The Saiyyan lyrics by Kailash Kher is copyrighted and eLyrics.net is featuring all kailash kher songs for non-commercial use only. |
|