play youtube video
Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki
Bandana Sharma
Jai Ho Siddhivinayak Deva
Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki video

BANDANA SHARMA


Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki Lyrics

Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Aayee hai hawayein tujhe hai bulayein
Yaad bulayein
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Yaad jo aaye tujhe hai bulayein
Kuch na khabar hai tere aane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Saiyyaaannn, Aie Saiyaaaaaan, Saiyyaaannn

Kitne mausam gujre hai
Hum yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Kitne mausam gujre hai
Hum yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Haaaan de de sahara
Bas ek nazara
Kab tak yun tadpayega
Kya wajah thi pyaar jatane ki
Phir laut ke na aane ki

Hmmm itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan, nahi jeena mar jayenge
Itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jayenge
Socho kya hoga hamara
Dil ne hai pukara
Bin tere nahin jee payenge
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki

Watch Bandana Sharma Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki video
Hottest Lyrics with Videos
c6d0e488f95dca7f0ada5bb328dc71e2

check amazon for Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki mp3 download
these lyrics are submitted by musixm

Official lyrics by

Rate Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki by Bandana Sharma (current rating: 7.50)
12345678910
Meaning to "Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki" song lyrics
captcha
Characters count : / 50
Latest Posts